SEARCH RESULTS
Showing search results for "bolaaq"
Nazm MATCHES FOR "bolaaq"
Nazm
muflisi
ye KHvaarii ye KHaraabii dikhaatii hai muflisii
ko.ii shuum be-hayaa ko.ii bolaa nikhaTTuu hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aadha kamra
aur kal ko majme me.n bhii milnaa thaa
mai.n ne bhii.D kii taraf ishaara kiyaa to bolaa
Sara Shagufta
Nazm
roTiyan
ye mehr-o-maah haq ne banaa.e hai.n kaahe ke
vo sun ke bolaa baabaa KHudaa tujh ko KHair de
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hinDola
machaa.e rakhte the baalak udham har ek gha.Dii
lahuu tara.ng uchhal-phaa.nd kaa ye aalam thaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
beTaa kahtaa thaa ki kal shaitaan roza rakkhegaa
baap bolaa teraa abbaa jaan roza rakkhegaa
Dilawar Figar
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
ye habiiba kaa hai, ramzaanii qasaa.ii bolaa
bholii suurat pe ha.nsii aa ga.ii us kii mujh ko
Akhtarul Iman
Nazm
bangal
zamii.n ne kyaa isii kaaran anaaj uglaa thaa
ki nasl-e-aadam-o-havvaa bilak bilak ke mare
Sahir Ludhianvi
Nazm
black-out
jab se be-nuur hu.ii hai.n sham.e.n
KHaak me.n Dhuu.nDhtaa phirtaa huu.n na jaane kis jaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sher aur KHargosh
lapak ke uThaa sher bolaa bataa
kahaa.n hai bataa us ko kachchaa chabaa jaa.uu.ngaa
Gulzar
Nazm
raja rani ki kahani
raajaa bolaa merii gu.Diyaa
merii gu.Diyaa ba.Dii siyaanii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
katik ka chand
bhiigtii raat me.n dubkaa hu.aa jhii.ngar bolaa
kasmasaatii kisii jhaa.Dii me.n se KHushbuu lapkii