SEARCH RESULTS
Showing search results for "bujhte"
Nazm MATCHES FOR "bujhte"
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
ab apne phiike ho.nTo.n par
kuchh jalte bujhte lafzo.n ke
Mohsin Naqvi
Nazm
alaw
aur do jismo.n ke ii.ndhan ko jalaa.e rakkhaa
raat-bhar bujhte hu.e rishte ko taapaa ham ne
Gulzar
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaarii sham-e-tamannaa bas ek raat bujhii
charaaG merii tavaqqo.a ke roz bujhte hai.n
Zubair Ali Tabish
Nazm
tum nahin aae the jab
dil ke bujhte hu.e a.ngaare ko dahkaate hu.e
zulf-dar-zulf bikhar jaa.egaa phir raat kaa ra.ng
Ali Sardar Jafri
Nazm
dil mein aise Thahar gae hain gham
kaise bujhte hu.e ujaalo.n me.n
duur tak dhuul hii dhuul u.Dtii hai!
Gulzar
Nazm
nakaami
merii taKHayyul kaa shiiraaza-e-barham hai vahii
mere bujhte hu.e ehsaas kaa aalam hai vahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo shaKH-e-mahtab kaT chuki hai
mujhe kabhii surKH-ruu na dekho
na merii yaado.n ke jalte-bujhte nishaa.n kuredo
Mohsin Naqvi
Nazm
etizar
tum ne dekhii hai.n damaktii hu.ii sham.e.n lekin
tum ne dekhe nahii.n bujhte hu.e diipak hamdam
Ada Jafarey
Nazm
naya sal
subah ha.nstii rahii bujhte rahe kitne chehre
chuu.Diyaa.n TuuT ga.ii.n maa.ng ke sinduur uj.De
Akhtar Payami
Nazm
wo mar chuka hai
jo ghar se baahar hazaar anjaane raasto.n par bikhar gayaa thaa
ki bujhte suuraj kaa khoj paa.e
Sarmad Sahbai
Nazm
zinda rahne ka ye ehsas
umr kaa kitnaa ba.Daa hissa ga.nvaa baiThaa mai.n
jaante buujhte kirdaar Daraame kaa banaa