SEARCH RESULTS
Showing search results for "buke"
Nazm MATCHES FOR "buke"
Nazm
shikwa
shart insaaf hai ai saahib-e-altaaf-e-amiim
buu-e-gul phailtii kis tarah jo hotii na nasiim
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
misl-e-anjum ufuq-e-qaum pe raushan bhii hu.e
but-e-hindii kii mohabbat me.n birhman bhii hu.e
Allama Iqbal
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye daulat ke bhuuke rivaajo.n kii duniyaa
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek aarzu
saf baa.ndhe dono.n jaanib buuTe hare hare ho.n
naddii kaa saaf paanii tasviir le rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
sitam to ye hai ki dono.n ke marG-zaaro.n se
havaa-e-fitna o buu-e-fasaad aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye uu.nche uu.nche makaano.n kii Dev.Dhiyo.n ke tale
har ek gaam pe bhuuke bhikaariyo.n kii sadaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
buu-e-yaman aaj bhii us kii havaa.o.n me.n hai
ra.ng-e-hijaaz aaj bhii us kii navaa.o.n me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
heart-attack
har bun-e-muu se Tapaknaa chaahaa
aur kahii.n duur tire sahn me.n goyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
roTiyan
bhuuke Gariib dil kii KHudaa se lagan na ho
sach hai kahaa kasii ne ki bhuuke bhajan na ho