SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhaayaa"
Nazm MATCHES FOR "chhaayaa"
Nazm
sab maya hai
sab maayaa hai, sab Dhaltii phirtii chhaayaa hai
is ishq me.n ham ne jo khoyaa jo paayaa hai
Ibn e Insha
Nazm
o des se aane wale bata
chhaayaa hu.aa saavan hotaa hai
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
inqilabi aurat
ranbhuumii me.n la.Dte la.Dte mai.n ne kitne saal
ik din jal me.n chhaayaa dekhii chaTTe ho ga.e baal
Fahmida Riaz
Nazm
zindagi
ek be-naam saa be-ra.ng saa KHauf
kachche ehsaas pe chhaayaa thaa ki jal jaa.uu.ngaa
Kaifi Azmi
Nazm
KHwab-e-sahar
hukmaraa.n dil par rahe sadiyo.n talak asnaam bhii
abr-e-rahmat ban ke chhaayaa dahr par islaam bhii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dur kinara
un pe chhaayaa hu.aa niilaa aakaash hai
niile aakaash me.n nuur laate hu.e din ko suuraj bhii hai
Meeraji
Nazm
miTTi ka diya
gar nikal kar ik zaraa mahlo.n se baahar dekhiye
hai a.ndheraa ghup dar-o-diivaar par chhaayaa hu.aa
Altaf Hussain Hali
Nazm
gulzar-e-watan
chhaayaa ho abr-e-rahmat kaashana-e-chaman me.n
rim-jhim baras rahii ho.n chaaro.n taraf ghaTaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
sham ko raste par
aur jab vaqt guzar jaa.e to chhup jaataa hai
mirii aa.nkho.n me.n magar chhaayaa hai baadal ban kar
Meeraji
Nazm
baadal
muddat se luT chuke the tamannaa ke baar-o-barg
chhaayaa hu.aa thaa ruuh pe goyaa sukuut-e-marg