SEARCH RESULTS
Showing search results for "dalaak"
Nazm MATCHES FOR "dalaak"
Nazm
parchhaiyan
ye raat chhantii havaa.o.n kii so.ndhii so.ndhii mahak
ye khet kartii hu.ii chaa.ndnii kii narm damak
Firaq Gorakhpuri
Nazm
wazire chunin
rah gayaa paas dallaak ke maGz us kaa
vo be-maGz sar le ke darbaar-e-sultaa.n me.n pahu.nchaa
Noon Meem Rashid
Nazm
raat ki baat
chau.nk kar uTThii to dekhaa ki sitaare ban kar
auj-e-aflaak pe hai maa.ng kii afshaa.n kii damak
Mukhtar Siddiqui
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kitaben
jo miTTii ke sakoro.n kii tarah bikhrii pa.Dii hai.n
gilaaso.n ne unhe.n matruuk kar Daalaa
Gulzar
Nazm
dard aaega dabe panw
shola-e-dard jo pahluu me.n lapak uTThegaa
dil kii diivaar pe har naqsh damak uTThegaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa
Allama Iqbal
Nazm
kangan
jab kabhii mood me.n aa kar mujhe chuumaa kartii
tere ho.nTo.n kii me.n hiddat se dahak saa jaataa
Wasi Shah
Nazm
muflisi
muflis kare jo aan ke mahfil ke biich haal
sab jaane.n roTiyo.n kaa ye Daalaa hai is ne jaal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
online aashiq
ishq kaa naam faqat aah-o-fuGaa.n thaa pahle
Daak-KHaane me.n ye aaraam kahaa.n thaa pahle
Khalid Irfan
Nazm
pandrah august
videshii raaj ne sab kuchh nicho.D Daalaa thaa
hamaare desh kaa har karghaa to.D Daalaa thaa
Javed Akhtar
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
main bach gai man
mirii chunarii sar se Dhalak jaatii
mire bhaa.ii kii pag.Dii gir jaatii
Zehra Nigaah
Nazm
mulaqat
sayyaad ne yuu.nhii to qafas me.n nahii.n Daalaa
mash.huur gulistaa.n me.n bahut merii fuGaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
zindan ki ek subh
nii.nd kii os ne un chehro.n se dho Daalaa thaa
des kaa dard firaaq-e-ruKH-e-mahbuub kaa Gam