SEARCH RESULTS
Showing search results for "daliil-e-sahar"
Nazm MATCHES FOR "daliil-e-sahar"
Nazm
pachhtawa
ye dahr vo hai jidhar baad-e-KHush-gavaar-e-sahar
dariiche khol ke yaado.n ke aah bhartii hai
Shaista Sahar
Nazm
hisab-e-shab
siyaah raat hai aa.o lipaT ke so jaa.o
ufuq ke paar nigaar-e-sahar ko kyaa ma.aluum
Sahar Ansari
Nazm
ek subh
luTaa rahaa thaa tajallii sitaara-e-saharii
'sahar' ne baa'd adaa-e-niyaaz-e-ma.abuudii
Sahar Rampuri
Nazm
husn-e-jaanan
tuu daliil-e-sahar sham'-e-bahr-o-bar
raah-e-iimaan bhii rang-e-vijdaan bhii
Noman Badr
Nazm
zakir-husain
man ke mandir ko munavvar kare nuur-e-islaam
ka.aba-e-dil me.n rahe shaam-o-sahar raam kaa naam
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
aurat
ko.ii kahtaa hai ilaaj-e-maraz-e-tanhaa.ii
ko.ii kahtaa hai daliil-e-rah-e-iffat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
tin aawazen
yaa KHudaa ye mirii gardaan-e-shab-o-roz-o-sahar
ye mirii umr kaa be-manzil o aaraam safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
riwayat shikan
ham sunaa.e.n gar huruuf-e-aagahii
bhuul jaa.e har daliil-e-shaa.erii
Ali Ejaz Tamimi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
misl-e-aivaan-e-sahar marqad farozaa.n ho tiraa
nuur se maamuur ye KHaakii shabistaa.n ho tiraa
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand taron ka ban
KHuun-e-nuur-e-sahar pii ga.e
raat kii talchhate.n hai.n a.ndheraa bhii hai