SEARCH RESULTS
Showing search results for "dars"
Nazm MATCHES FOR "dars"
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
hinDola
isii zamiin pe ghuTno.n ke bal chale ho.nge
'malik-mohammad' o 'raskhan' aur 'tulsi-das'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
luuTte phirte the jab tum kaarvaa.n-dar-kaarvaa.n
sar-barahna phir rahii thii daulat-e-hindostaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
ilm se har chand tujh ko kam kiyaa hai bahra-mand
lekin is se ho na ai ma.asuum aurat dard-mand
Josh Malihabadi
Nazm
unki taswir dekh kar
tuu ne ik dil ko mire dars-e-mohabbat na diyaa
aur phir jaan ke daaG-e-Gam-e-furqat na diyaa
Shakeel Badayuni
Nazm
haweli
ik musalsal gard me.n Duube hu.e sab baam-o-dar
jis taraf dekho a.ndheraa jis taraf dekho kha.nDar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
mahatma-gandhi
banaa diyaa thaa qafas kaa burii tarah aadii
magar hai shukr milaa ham ko dars-e-aazaadii
Bismil Allahabadi
Nazm
ram
daaman nahii.n thaa un kaa ta.assub se daaG-daar
hirs-o-havas se duur the vo saahab-e-vaqaar