SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastaane"
Nazm MATCHES FOR "dastaane"
Nazm
hasan kuza-gar (4)
ye kuuzo.n ke laashe jo in ke liye hai.n
kisii daastaan-e-fanaa ke vaGaira vaGaira
Noon Meem Rashid
Nazm
hinDola
har ik kahaanii me.n shaa.istagi-e-Gam kaa sabaq
vo unsur aa.nsu.o.n kaa daastaan-e-insaa.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
aa.o ki aaj KHatm hu.ii daastaan-e-ishq
ab KHatm-e-aashiqii ke fasaane sunaa.e.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dastan-e-dil-e-do-nim
ik hasii.n gaa.nv thaa kanaar-e-aab
kitnaa shaadaab thaa dayaar-e-aab
Habib Jalib
Nazm
KHakam-ba-dahan
fatvo.n kii vo bochhaa.D ki tabqaat the larzaa.n
dastaan-e-mubaarak me.n thii.n riishaan-e-mubaarak
Fahmida Riaz
Nazm
likhna jo chahta tha
kyaa qabr me.n sunaa.uu.ngaa unhe.n mai.n daastaa.n
munkir-nakiir ko mai.n
Khaleel Mamoon
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
aa.nkho.n me.n bas rahaa hai naqsh-e-butaan-e-sahraa
o daastaa.n-saraa chhe.D ik daastaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
id
aap ne tanqiis kar dii daastaan-e-shauq kii
meraa ye armaan thaa tanqiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
mir
ai shahiid-e-jalva-e-maanii faqiir-e-be-niyaaz
is tarah kis ne kahii hai daastaan-e-soz-o-saaz
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
mirza-ghaalib
raazdaan-e-zindagii ai tarjumaan-e-zindagii
hai tiraa har lafz zinda daastaan-e-zindagii
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
jamuna
aur sunii bansii kii hai barso.n sadaa-e-dil-navaaz
daastaan-e-dard-e-dil afsaana-e-soz-o-gudaaz
Suroor Jahanabadi
Nazm
murgh-e-marhum
baazii-e-go.ii ki daaman tar makun hushiyaar baash
daastaan-e-murG ik dard-e-nihaa.n saabit hu.ii
Asad Jafri
Nazm
use kahna december aaya hai
phuulo.n kaa mazaaq u.Daa kar kis des ko jaa basii.n
daastaan-e-hijr sunaa kar zaraa Gaur se dekhnaa