SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur e jadeed men"
Nazm MATCHES FOR "daur e jadeed men"
Nazm
zindagi
laTo.n se dariyaa.o.n ke sote
daur-e-jadiid kaa badal nahii.n ho sakte
Maqbool Khan Maqbool
Nazm
chhabbis january
roz-e-sa.iid aayaa chhabbiis january kaa
daur-e-jadiid laayaa bhaarat kii bartarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
asar paida kar
jabr kaa daur hai aaho.n me.n asar paidaa kar
zulmat-e-shab se hii aasaar-e-sahar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
naya qasid
daur-e-haazir kaa pyaar bhii hai jadiid
nii.nd KHud guftuguu me.n hai haa.il
Nazim Zarsinar
Nazm
shaeraat aur shair mein kabaDDi
haatho.n me.n shaa.eraat ke pha.ns kar aka.D gayaa
lo shaa.ir-e-jadiid kaa misraa suka.D gayaa
Sheikh Nizami
Nazm
naya makan
nazar-rubaa dar-o-diivaar ke banaane me.n
ye qumqume ye tamaddun kii iKHtiraa-e-jadiid
Makhmoor Jalandhari
Nazm
tere baghair
rangiinii-e-bahaar thii jis dil me.n jalva-rez
ab us me.n daur-e-fasl-e-KHizaa.n hai tire baGair
Shaida Ambalvi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jo nau baras ke daur-e-naa-sazaa me.n thaa?
ab intizaar aa.nsu.o.n ke dajla kaa
Noon Meem Rashid
Nazm
shash-jihat
phuuTtii pau aziim hai ye tag-o-dau aziim hai
bahr-e-jadiid auj mauj is me.n guhar hai.n mauj mauj
Akhtar Usman
Nazm
hinDola
faraaz-e-koh-e-himaala ye daur-e-ga.ng-o-jaman
aur in kii god me.n parvarda kaarvaano.n ne
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
mujassama
jaane kis daur-e-alam-naak se le kar ab tak
tuu ka.De vaqt ke zindaano.n me.n KHvaabiida hai
Ahmad Faraz
Nazm
ek raqqasa ko dekh kar
is daur-e-mai-kashii me.n kise hosh thaa 'habiib'
kab aa.ii aur kab vo pilaatii chalii ga.ii