SEARCH RESULTS
Showing search results for "degaa"
Nazm MATCHES FOR "degaa"
Nazm
ek taswir-e-rang
mai.n ne jis vaqt tujhe pahle-pahal dekhaa thaa
tuu javaanii kaa ko.ii KHvaab nazar aa.ii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek dua
ab aur kyaa tiraa biimaar baap degaa tujhe
bas ik du.aa ki KHudaa tujh ko kaamyaab kare
Kaifi Azmi
Nazm
munajat-e-bewa
chain na dekhaa aa.nkh uThaa kar
me.nh kahii.n daulat kaa hai barastaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
tasalsul
dafn kar degaa jo KHaaliq ko bhii maKHluuq samet
aur ye aabaadiyaa.n ban jaa.e.ngii phir ret hii ret
Ahmad Faraz
Nazm
KHatun-e-mashriq
vo bhii din aa.egaa jab tujh ko hii ai mast-e-hijaab
zeb degaa maathar-e-aulaad-e-aadam kaa KHitaab
Josh Malihabadi
Nazm
nala-e-firaq
khol degaa dasht-e-vahshat uqda-e-tadiir ko
to.D kar pahu.nchuu.ngaa mai.n punjab kii zanjiir ko
Allama Iqbal
Nazm
dushman ki taraf dosti ka hath
gum kar degaa raah me.n mujh ko
yaa degaa manzil kii KHabar
Muneer Niyazi
Nazm
jawan aag
kab talak is se bachaa.oge tum apne daamaa.n
ye javaa.n aag jalaa degii tumhaare aivaa.n
Habib Jalib
Nazm
mujhe to intizar-e-ishq mein hi lutf aata hai
mujhe to intizaar-e-ishq me.n hii lutf aataa hai
'aliinaa' intizaar-e-ishq Gazlo.n ko sajaa degaa