SEARCH RESULTS
Showing search results for "dekhiye"
Nazm MATCHES FOR "dekhiye"
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekhiye is bahr kii tah se uchhaltaa hai kyaa
gumbad-e-niilofarii rang badaltaa hai kyaa
Allama Iqbal
Nazm
rishwat
vaqt se pahle hii aa.ii hai qayaamat dekhiye
mu.nh ko Dhaa.npe ro rahii hai aadmiyat dekhiye
Josh Malihabadi
Nazm
nashat-e-umid
faiz ke khole hai.n jahaa.n tuu ne baab
dekhte hai.n jho.npa.De mahlo.n ke KHvaab
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intishaar
jise pukaariye miltaa hai ik kha.nDar se javaab
jise bhii dekhiye maazii kaa ishtihaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
major-ishaq ki yaad mein
har KHaar rah-e-dasht-e-vatan kaa hai savaalii
kab dekhiye aataa hai ko.ii aabla-paa aur
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
miTTi ka diya
gar nikal kar ik zaraa mahlo.n se baahar dekhiye
hai a.ndheraa ghup dar-o-diivaar par chhaayaa hu.aa
Altaf Hussain Hali
Nazm
diwali
ab kis liye KHayaal ho huur-o-qusuur kaa
aalam to dekhiye shab-e-yaldaa pe nuur kaa
Arsh Malsiyani
Nazm
guDDe miyan ki shadi
jidhar dekhiye aur jahaa.n mehmaa.n
Garaz mehmaa.n aa.e hai.n be-shumaar
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
paigham eid
jis taraf dekhiye ra.anaa.ii hii ra.anaa.ii hai
rahguzar kaahkashaa.n ban ke nikhar aa.ii hai
Hafeez Banarasi
Nazm
eid milan
eid-ul-fitar kii vaj.h-e-sharaafat to dekhiye
har saal aa ke sab ko gale se lagaa.e hai
Nazeer Banarasi
Nazm
ek nazm bachchon ki taraf se
aur us par jise dekhiye ro.ab kastaa
yahaa.n meraa bachpan hai har shai se sastaa
Asna Badr
Nazm
shahid-e-watan
dekhiye in jiine vaalo.n kaa nishaan-e-zindagii
dekhiye in marne vaalo.n kaa jahaan-e-zindagii
Josh Malsiani
Nazm
kasrat-e-aulad
jis taraf bhii dekhiye aulaad hii aulaad hai
KHaana-aabaadii ke baa'd ab KHaana-e-barbaad hai