SEARCH RESULTS
Showing search results for "fanaa.e.n"
Nazm MATCHES FOR "fanaa.e.n"
Nazm
waqt
KHud apnii aavaaz ho ki maahaul kii sadaa.e.n
ye zehn me.n bantii aur biga.Dtii hu.ii fazaa.e.n
Javed Akhtar
Nazm
do ishq
kyaa kyaa na dil-e-zaar ne Dhuu.nDii hai.n panaahe.n
aa.nkho.n se lagaayaa hai kabhii dast-e-sabaa ko
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
ye khet jaag pa.De uTh kha.Dii hu.ii.n fasle.n
ab is jagah ko.ii kyaarii na bechii jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
apnii duniyaa aap paidaa kar agar zindo.n me.n hai
sirr-e-aadam hai zamiir-e-kun-fakaa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
KHaamosh fazaa.e.n jhuumtii hai.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
ye gumbad-e-aflaak ye KHaamosh fazaa.e.n
ye koh ye sahraa ye samundar ye havaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
hamaare shahar par ab bhii ghaTaa.e.n chhaatii hai.n
hanuuz bhiigii hu.ii surma.ii fazaa.o.n me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek makDa aur makkhi
mak.De ne kahaa dil me.n sunii baat jo us kii
phaa.nsuu.n ise kis tarah ye kam-baKHt hai daanaa
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
kohsaar ke daaman kii mastaana havaa.o.n me.n
yaa chaa.ndnii raato.n kii shaffaaf fazaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
nur-jahan ke mazar par
sahmii sahmii sii fazaa.o.n me.n ye viiraa.n marqad
itnaa KHaamosh hai fariyaad-kunaa.n ho jaise