SEARCH RESULTS
Showing search results for "fareb-e-vafaa"
Nazm MATCHES FOR "fareb-e-vafaa"
Nazm
aarzu
vafaa aur tum ik fareb-e-vafaa hai
samajhtaa huu.n mai.n bhii magar chaahtaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
meri shaeri
fareb-e-vafaa se kahaa.n tak nibaahe.n
mire diida-o-dil hai.n in kii panaahe.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
ai nigar-e-watan
uThaa chukaa huu.n fareb-e-vafaa ke daaG magar
shikasta dil ko tiraa e'tibaar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
mere bachche jawan ho gae hain
vo jin kii fikr me.n rahtii thii mai.n 'vafaa' bechain
Gam-o-KHushii ke mire tarjumaan ho ga.e hai.n
Amatul Hai Wafa
Nazm
shikwa
tumhii kah do kuchh had hai zulm-o-jafaa kii
vafaa kii tarah saarii duniyaa hai shaakii
Vafa Barahi
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
darwaza khula rakhna
maayuus na phir jaa.e, haa.n paas-e-vafaa rakhnaa
darvaaza khulaa rakhnaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ye kaun aaya
maqsuud-e-vafaa sun le kyaa saaf hai saada hai
jiine kii tamannaa hai marne kaa iraada hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
wo sarab jo meri jaan mein hai
jo sahar se shaam ke rah-guzar
me.n fareb-e-rah-rav-e-saada hai
Noon Meem Rashid
Nazm
taqaza
khaa rahaa huu.n phir fareb-e-kaa.enaat-e-rang-o-buu
ye naqaab-e-vahm aa.nkho.n se uThaate jaa.iye
Jauhar Nizami
Nazm
zaban se nafrat kyun
zabaa.n hayaat ke ho.nTo.n kii muskuraahaT hai
fareb-o-maslahat-o-makr-o-rasmiyaat nahii.n