SEARCH RESULTS
Showing search results for "garam"
Nazm MATCHES FOR "garam"
Nazm
saqi-nama
musalmaa.n hai tauhiid me.n garam-josh
magar dil abhii tak hai zunnaar-posh
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
narm dam-e-guftuguu garm dam-e-justujuu
razm ho yaa bazm ho paak-dil o paak-baaz
Allama Iqbal
Nazm
haweli
jis ke KHuun-e-garam se bazm-e-charaaGaa.n zindagii
jis ke firdausii tanaffus se gulistaa.n zindagii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
chaT wala
garmaa-garam pakau.De chaTnii phir imliyo.n kii
aaluu ba.De maze ke mirche.n bhii tez tiikhii
Abdul Mateen Niyaz
Nazm
us shahr ke liye
garam havaa ke baavajuud
bachii hu.ii hai.n ummiid kii kattha.ii muskaane.n
Hariom
Nazm
inkar ki nauiyat
KHabar kii nau'iyat se kaan garm hu.e jaate hai.n
shahr-dar-shahr kuu.Daa-daan
Tauheed Zeb
Nazm
saza
tum ko yahaa.n ke saaya o partav se kyaa Garaz
tum apne haq me.n biich kii diivaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise maGruur hasiinaa.o.n ke barfaab se jism
garm haatho.n kii haraarat me.n pighal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
Garaz ki sabhii kuchh hai tere liye
bataa kyaa kiyaa tuu ne mere liye
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye zaKHm gulzaar ban ga.e hai.n
ye aah-e-sozaa.n ghaTaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
kutte
ye galiyo.n ke aavaara be-kaar kutte
ki baKHshaa gayaa jin ko zauq-e-gadaa.ii