SEARCH RESULTS
Showing search results for "garhan"
Nazm MATCHES FOR "garhan"
Nazm
dam toDti hai sham ki nili hawa
tum apne darvaazo.n pe likh do
aaj kii shab chaa.nd ko garhan lagegaa
Asghar Nadeem Syed
Nazm
chaudhwin ka chand
garhan khaa ke ye aksar payaam detaa hai
ki lamha bhar ko agar raushnaa.ii kho jaa.e
Mehr Husain Naqvi
Nazm
grahan aur insan
vo suuraj raushnii kaa hai jo maKHzan
hu.aa taariik jab garhan me.n aaya
Akhtar Bastavi
Nazm
jawab-e-shikwa
qudsi-ul-asl hai rif.at pe nazar rakhtii hai
KHaak se uThtii hai garduu.n pe guzar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
bahan dii tujhe aur shariik-e-safar
ye rishte ye naate gharaanaa ye ghar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
etiraf
bint-e-mahtaab ho garduu.n se utar aa.ii ho
mujh se milne me.n ab andesha-e-rusvaa.ii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saqi-nama
vahii naa.n hai us ke liye arjumand
rahe jis se duniyaa me.n gardan buland
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ham se KHud apne amal se
KHudaa-vand ban kar KHudaa.o.n ke maanind hai ruu-e-gardaa.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
hai tah-e-garduu.n agar husn me.n terii naziir
qalb-e-musalmaa.n me.n hai aur nahii.n hai kahii.n
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
yaa numaayaa.n baam-e-garduu.n se jabiin-e-jibra.iil
vo sukuut-e-shaam-e-sahraa me.n Guruub-e-aaftaab