SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghanghor"
Nazm MATCHES FOR "ghanghor"
Nazm
o des se aane wale bata
ghanghor ghaTaa.e.n chhaatii hai.n
kyaa ab bhii vahaa.n kii barkhaa.e.n
Akhtar Shirani
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
suukhe khet kii ko.npal maa.nge
ik ghanghor badriyaa kaalii
Ibn e Insha
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal!
barsaat kii matvaalii ghanghor ghaTaa.o.n me.n
Akhtar Shirani
Nazm
sada ba-sahra
chaaro.n samt a.ndheraa ghup hai aur ghaTaa ghanghor
vo kahtii hai kaun
Muneer Niyazi
Nazm
barsat ki bahaaren
baadal havaa se kar kar ghanghor naachte hai.n
me.nDak uchhal rahe hai.n aur mor naachte hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHana-ba-dosh
maathe pe saKHt-koshi-e-paiham kii daastaa.n
aa.nkho.n me.n huzn o yaas kii ghanghor badliyaa.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sanwli
tuu vo barsaat kii ghanghor ghaTaa hai jis me.n
ek kaifiyat naGmaat chhupii baiThii hai
Qateel Shifai
Nazm
barish ka pahla qatra
ghanghor ghaTaa tulii kha.Dii thii
par buu.nd abhii nahii.n pa.Dii thii
Ismail Merathi
Nazm
holi
lagii barasne ko mashk-o-pakhaal holii me.n
idhar gulaal kaa baadal bhii chhaa gayaa ghanghor
Nazeer Akbarabadi
Nazm
be-nang-o-nam
chhaa.nv dete nahii.n aa.ngan ke ghanere ashjaar
Gam kii chhaa.ii hu.ii ghanghor ghaTaa kaisii hai