SEARCH RESULTS
Showing search results for "gharonda"
Nazm MATCHES FOR "gharonda"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n us duzd-e-niim-shab kaa rafiiq
jo be-charaaG gharo.n par kamand uchhaaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
bahan dii tujhe aur shariik-e-safar
ye rishte ye naate gharaanaa ye ghar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ai sharif insano
bam gharo.n par gire.n ki sarhad par
ruuh-e-ta.amiir zaKHm khaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyaa vo bhii ganda bachcha hai
yaa us ke abbuu bhaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
kabhii ret ke uu.nche Tiilo.n pe jaanaa
gharau.nde banaanaa banaa ke miTaanaa
Sudarshan Faakir
Nazm
chalo chhoDo
chalo chho.Do
vo saare KHvaab kachchii bharbharii miTTii ke be-qiimat gharau.nde the
Mohsin Naqvi
Nazm
KHwab
ret se ek nanhaa gharau.ndaa banaane me.n masruuf thii
aur mai.n sochtii thii
Parveen Shakir
Nazm
o des se aane wale bata
sab maathe pe gaagar dhartii hai.n
aur apne gharo.n ko jaate hu.e
Akhtar Shirani
Nazm
14-August
gharo.n ko chho.D kar jab ham chale the
hamaare dil me.n kyaa kyaa valvale the
Habib Jalib
Nazm
aadha kamra
vo roz kaaGaz pe apnaa chehra likhtaa aur ganda hotaa
us kii aurat jo KHaamoshii kaa.Dhe baiThii thii
Sara Shagufta
Nazm
jugnu
numuud-e-laala-e-KHud-rau me.n dekhnaa jannat
kare nazaara-e-kaunain ik gharau.nde me.n