SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghasiiTaa"
Nazm MATCHES FOR "ghasiiTaa"
Nazm
kursi
ghasiiTaa apnii taraf intizaam kursii kaa
ye meraa kaam thaa baaqii hai kaam kursii kaa
Khalid Irfan
Nazm
waqt tashaddud ki chaukDi bharta hua
kabhii hame.n ghasiiTtaa hu.aa
kisii aisii jagah phe.nk kar chalaa jaataa hai
Azra Abbas
Nazm
hum teri takzib kar sakte nahin
kaa.nTo.n pe tuu ne jab ghasiiTaa to
subuk phuulo.n me.n talne kii
Parveen Tahir
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
kisii Gaasib kisii zaalim kisii qaatil ke liye
KHud ko taqsiim na karnaa mire saare logo
Ahmad Faraz
Nazm
jugnu
jo miTTii khaane pe mujh ko kabhii na piiT sakii
na haath thaam ke mujh ko kabhii ghasiiT sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nur-jahan ke mazar par
pahlu-e-shaah me.n ye duKHtar-e-jamhuur kii qabr
kitne gum-gashta fasaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaksui
ahd-e-gum-gashta kii tasviir dikhaatii kyuu.n ho
ek aavaara-e-manzil ko sataatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ik umr se adl o sidq kii laash
Gaasib kii saliib par ja.Dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ban-bas
yaad karte hu.e ik yuusuf-e-gum-gashta ko
kuchh dino.n ro.ii to hogii mire ghar kii diivaar