SEARCH RESULTS
Showing search results for "giraa"
Nazm MATCHES FOR "giraa"
Nazm
ek aarzu
bijlii chamak ke un ko kuTiyaa mirii dikhaa de
jab aasmaa.n pe har suu baadal ghiraa hu.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
alaw
tum ne palko.n pe namii suukh ga.ii thii so giraa dii
raat bhar jo bhii milaa ugte badan par ham ko
Gulzar
Nazm
hasan kuza-gar (2)
ki us raat ko.ii jaam giraa TuuT gayaa
tujhe hairat na hu.ii!
Noon Meem Rashid
Nazm
tu nahin jaanti
ek aisii jagah jaa giraa thaa
jahaa.n pe.D kaa suukhnaa 'aam sii baat thii
Tahzeeb Hafi
Nazm
nau-jawan se
giraa de qasr-e-tamaddun ki ik fareb hai ye
uThaa de rasm-e-mohabbat azaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaKHiri lamha
miTTii pe jo giraa hai vo qatra hasiin hai
dahshat dilaa rahii hai.n chaTaane.n to kyaa hu.aa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
bas yunhi jite raho
Taa.ng par Taa.ng rakhe roz kaa aKHbaar pa.Dho
us jagah qaht giraa
Nida Fazli
Nazm
boski
duudh kaa daa.nt giraa thaa to vahaa.n bhii dekhaa
boskii beTii mirii chiknii sii resham kii Dalii
Gulzar
Nazm
nargis-e-mastana
ik barq-e-adaa KHirman-e-hastii pe giraa kar
nazro.n ko mirii tuur kaa afsaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
siddhaarth ki ek raat
kitnaa chhoTaa hai miraa qad...
farsh par jaise kisii harf se ik nuqta giraa ho
Gulzar
Nazm
tawaif
apnii fitrat kii bulandii pe mujhe naaz hai kab
haa.n tirii past-nigaahii se gila hai mujh ko