SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulsitaan"
Nazm MATCHES FOR "gulsitaan"
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
intisab
aaj ke Gam ke naam
aaj kaa Gam ki hai zindagii ke bhare gulsitaa.n se KHafaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
jamaal-e-yaar tire gulsitaa.n kii rah rah ke
jabiin-e-naaz tirii kahkashaa.n kii rah rah ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
goristan-e-shahi
aur bulbul mutrib-e-ra.ngii.n navaa-e-gulsitaa.n
jis ke dam se zinda hai goyaa havaa-e-gulsitaa.n
Allama Iqbal
Nazm
hindostan mera
duniyaa ke saare meve is gulsitaan me.n hai.n
sab nemate.n mayassar hindostaan me.n hai.n
Arsh Malsiyani
Nazm
urdu zaban
mashriq kaa gulsitaa.n ho ki maGrib kaa aashiyaa.n
viiraan kab makaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
gulzar-e-watan
mausam ho josh-e-gul kaa aur din bahaar ke ho.n
aalam ajiib dilkash ho apne gulsitaa.n kaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
kaun le gaya
ab 'josh' ke liye hai.n na aa.nsuu na aah-e-sard
is gulsitaa.n kii aab-o-havaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
naya sal
isii gulsitaa.n ke hai.n sab phuul 'jauhar'
khile.n muskuraa.e.n ha.nse.n aur ha.nsaa.e.n
Jauhar Rahmani
Nazm
ilm
ilm se ba.Dh ke kuchh bhii jahaa.n me.n nahii.n
phuul aisaa ko.ii gulsitaa.n me.n nahii.n
Amanullah Khalid
Nazm
mera watan
jahaa.n kaa chappa chappa gulsitaa.n hai
jahaa.n kii sar-zamii.n rashk-e-jinaa.n hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
dilli pe qurban
shamiim-e-gulsitaa.n dillii pe qurbaa.n
zamiin-o-aasmaa.n dillii pe qurbaa.n