SEARCH RESULTS
Showing search results for "haal-e-qismat"
Nazm MATCHES FOR "haal-e-qismat"
Nazm
dil-ashob
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
Ibn-e-Insha
Nazm
katik ka chand
chaa.nd kab se hai sar-e-shaaKH-e-sanobar aTkaa
ghaas shabnam me.n sharaabor hai shab hai aadhii
Ibn-e-Insha
Nazm
jamuna-ji
sach hai asraar-e-haqiiqat kaa KHazaana tuu hai
haal-o-mustaqbil-o-maazii kaa zamaana tuu hai
Bismil Allahabadi
Nazm
jawab-e-shikwa
zinda rakhtii hai zamaane ko haraarat terii
kaukab-e-qismat-e-imkaa.n hai KHilaafat terii
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri sans
haal o maazii kahii.n aa.nkh malne lage
manzilo.n ke nishaa.n chiiKHte rah ga.e
Shahryar
Nazm
hum log
zamiir-e-fitrat-e-insaaniyat ko chau.nkaa kar
uruuj-e-qismat-e-aadam dikhaa.e.nge ham log
Azmat Abdul Qayyum Khan
Nazm
bus-satand par
zaruur ik roz badlegaa nizaam-e-qismat-e-aadam
basegii ik na.ii duniyaa sajegaa ik nayaa aalam
Majeed Amjad
Nazm
chaaragar
bayaa.n haal-e-dil mai.n karuu.n kyuu.n zabaa.n se
ko.ii jaantaa hai mai.n kyaa chaahtaa huu.n
Darshan Singh
Nazm
wajud-e-zan
dast-e-qismat ke haatho.n dhanii mai.n hu.ii
zulm had se ba.Dhaa to vanii mai.n hu.ii