SEARCH RESULTS
Showing search results for "hile"
Nazm MATCHES FOR "hile"
Nazm
aaKHiri bar milo
chaak-e-va.ada na sile zaKHm-e-tamannaa na khile
saa.ns hamvaar rahe sham.a kii lau tak na hile
Mustafa Zaidi
Nazm
rishwat
ham nahii.n hilne ke sun liije kisii bhau.nchaal se
kaam ye chaltaa rahegaa aap ke iqbaal se
Josh Malihabadi
Nazm
mohabbat ka faqir
aisii tanhaa.ii ki ghar dasht lage
aisaa sannaaTaa agar patta hile
Adeel Zaidi
Nazm
tumhaare ganw se jo rasta nikalta hai
kabhii to kaam ke hiile se yaa kabhii yuu.nhii
aur in dino.n to ko.ii kaam suujhtaa bhii nahii.n
Habib Tanvir
Nazm
qurbani ke bakre
jis ghar me.n ghus ga.e vahii.n iftaarte chale
aur jab hile jagah se to siskaarte chale
Syed Mohammad Jafri
Nazm
mushaera
Garaz bulaate hai.n vo shaa.ero.n ko hiile se
payaam aate hai.n ahbaab ke vasiile se
Syed Mohammad Jafri
Nazm
KHud-kushi se pahle
aaj kii raat Ganiimat hai charaaGaa.n kar le.n
dekh vo ho.nT hile haath uThe saaz baje
Akhtar Payami
Nazm
umr ka aaKHiri din
ye sab zinda rahne ke hiile vasiile abas hai.n
azal se abad tak vahii silsila hai
Ahmad Zafar
Nazm
doraha
aaj ik sa.ng-e-garaa.n haa.il hai
ki uThaa.e na uThe aur hilaa.e na hile
Mohammad Deen Taseer
Nazm
ye tamasha-e-gah-e-alam kya hai
aish ke khusravii-o-tantana-e-faGfuurii
kahii.n parvez ke hiile kahii.n cha.ngez ke zulm
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
naya daur
aur chakkii ke baa.nT bhii ek arse se hile nahii.n
ab chakkii aur sil-baTTe kii kaTar kaTar kii jagah
Sachin Dev Verma
Nazm
azal ke musawwir se
hile na terii razaa ke baGair jab pattaa
to hashr kaisaa mile kyo.n sazaa-jazaa ham ko