SEARCH RESULTS
Showing search results for "hiqaarat"
Nazm MATCHES FOR "hiqaarat"
Nazm
mahmud-o-ayaz
har ik ko dekhne lagtaa hai vo hiqaarat se
kisii se baat bhii kartaa hai gar to naKHvat se
Shauq Bahraichi
Nazm
tawaif
ajnabii Daal na yuu.n mujh par hiqaarat kii nazar
mai.n tirii chaahne vaalii huu.n zaraa der Thahar
Izhaar Malihabadi
Nazm
koi rahbar koi sathi koi apna na mila
jab mujhe mandir-o-masjid me.n Thikaanaa na milaa
kal hiqaarat se jo kahte the bhikaaran mujh ko
Waqif rae Barelvi
Nazm
tumhaare baad
akelaa-pan bhii hiqaarat se dekhtaa hai mujhe
jise bhii dekhiye hairat se dekhtaa hai mujhe
Siya sachdev
Nazm
shaKHsiyat
shikan Guruur kii peshaanii par jhalakne lagii
nigaah-e-qahr-o-hiqaarat se dekhtii sab ko
Tabassum Azmi
Nazm
front-page
hazaaro.n saal se aurat
hiqaarat gaaliyaa.n aur Thokare.n sahtii rahii hai
Hasan Shahnawaz Zaidi
Nazm
KHwaja-sara
rote rote phir kahtaa hai
ye batlaa.o itnii zillat aur hiqaarat aaKHir kaise sah lete ho
Mohammad Owais Malik
Nazm
sinf-e-nazuk kaha gaya mujhko
kuchh jo izzat kahii.n banaa.ii thii
chand lafzo.n se kuchh hiqaarat se
Syeda Sadaf Akbar
Nazm
jo hum pe guzri
ab tahii jaam-o-subuu kii na hikaayat hogii
naGma-zan qismat-e-arbaab-e-mohabbat hogii
Muslim Shameem
Nazm
maqam-e-aKHir-e-shab
jinhe.n bahaar ne Thukraa diyaa hiqaarat se
jinhe.n KHizaa.o.n kaa daaman bhii kar sakaa na qubuul
Riyaz Anwar
Nazm
iblis ka etiraf
mast thaa mai.n tere insaa.n kii hiqaarat kar ke
KHud pe naazaa.n thaa bahut tujh se baGaavat kar ke
Talib Khund Meri
Nazm
ye hamara ghar hai
kahii.n na basnaa nasiib hogaa
zalaalat-o-nakbat-o-hiqaarat nasiib-e-har-bad-nasiib hogaa