SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalva-e-aaftaab"
Nazm MATCHES FOR "jalva-e-aaftaab"
Nazm
aamad-e-sal-e-nau aur bad-nasib hindi
ai 'aaftaab' dahr kaa shikva hai kyo.n tujhe
hotaa nahii.n hai ko.ii dil-e-be-qaraar kaa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
diwali
jalva-e-ruKH se hu.aa raam ke aalam raushan
pur umiido.n ke gulo.n se hu.aa sab kaa daaman
Aaftab Rais Panipati
Nazm
soz-o-gudaz
parda-e-jahl uThaa diijiye aa.nkho.n se zaraa
jalva-e-haq nazar aa.egaa sanam-KHaane me.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
wo samajhte rahen england ka mal achchha hai
'aaftaab' aaj pha.nsaa jaataa hai phir taa.ir-e-dil
haa.e afsos ki sayyaad kaa jaal achchhaa hai
Aaftab Rais Panipati
Nazm
muraqqa-e-ibrat
jalva-e-husn-e-azal aa.e tasavvur me.n agar
gosha-e-dil me.n machalte hu.e armaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
jawab-e-shikwa
KHema-e-aflaak kaa istaada isii naam se hai
nabz-e-hastii tapish-aamaada isii naam se hai
Allama Iqbal
Nazm
mayurka
khulii fazaa kii dhuup vo ki jism saa.nvle kare
butaan-e-aazarii ki mast-e-Gusl-e-aaftaab the
Ahmad Faraz
Nazm
mauj-e-dariya
KHosha-e-parvii.n ki hai shaadaab-e-KHuun-e-aaftaab
paaniyo.n me.n lahlahaataa hai ajab andaaz se
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
zauq o shauq
tiira-o-taar hai jahaa.n gardish-e-aaftaab se!
tab-e-zamaana taaza kar jalva-e-be-hijaab se!
Allama Iqbal
Nazm
zalzala
hairat-e-diid se a.ngusht-ba-dandaa.n thaa mai.n
shaahid-e-jalva-e-qahhaarii-e-yazdaa.n thaa mai.n
Shakeel Badayuni
Nazm
aaina
jalva-e-ruu-e-haqiiqat se nigaahe.n phere
apne auhaam se sargoshiyaa.n karte hu.e log