SEARCH RESULTS
Showing search results for "jiyaan"
Nazm MATCHES FOR "jiyaan"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n par to jiivan se hai maut sastii
ye duniyaa agar mil bhii jaa.e to kyaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
lenin
jab tak mai.n jiyaa KHema-e-aflaak ke niiche
kaa.nTe kii tarah dil me.n khaTaktii rahii ye baat
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum hi kaho kya karna hai
jab dukh kii nadiyaa me.n ham ne
jiivan kii naav Daalii thii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hinDola
yahii.n har ek ke bachpan ne tarbiyat paa.ii
yahii.n har ek ke jiivan kaa baalkaa.nD khulaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nilo
tujh ko inkaar kii jur.at jo hu.ii to kyuu.nkar
saaya-e-shaah me.n is tarah jiyaa jaataa hai
Habib Jalib
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
aa.ii thii ki aartii utaaruu.n
saare jiivan ko daan kar duu.n!
Parveen Shakir
Nazm
dua dua chehra
kabhii apne-aap se ja.ngo.n me.n
kabhii jiivan mauj-tara.ngo.n me.n