SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaa.nto"
Nazm MATCHES FOR "kaa.nto"
Nazm
ek aarzu
aazaad fikr se huu.n uzlat me.n din guzaaruu.n
duniyaa ke Gam kaa dil se kaa.nTaa nikal gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo kaa.nTe huu.n sab apne daaman me.n rakh luu.n
sajaa.uu.n mai.n kaliyo.n se raahe.n tumhaarii
Tahir Faraz
Nazm
KHwabon ke byopari
kuchh zaKHmii KHvaab the kaa.nTo.n par
kuchh KHaakistar se kajre the
Ahmad Faraz
Nazm
saqi-nama
usii ke bayaabaa.n usii ke babuul
usii ke hai.n kaa.nTe usii ke hai.n phuul
Allama Iqbal
Nazm
dua
harf-e-haq dil me.n khaTaktaa hai jo kaa.nTe kii tarah
aaj iz.haar kare.n aur KHalish miT jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
jab tak mai.n jiyaa KHema-e-aflaak ke niiche
kaa.nTe kii tarah dil me.n khaTaktii rahii ye baat
Allama Iqbal
Nazm
hamare ustad
zindagii naam hai kaa.nTo.n ke safar kaa lekin
raah me.n phuul bichhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
aaKHiri mulaqat
vo fitna-sar ga.e jinhe.n kaa.nTe aziiz the
ab kuchh nahii.n to nii.nd se aa.nkhe.n jalaa.e.n ham
Akhtarul Iman
Nazm
self made logon ka alamiya
zindagii ke raste me.n bichhne vaale kaa.nTo.n ko
raah se haTaane me.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
apni malka-e-suKHan se
zarre ko aaftaab to kaa.nTe ko phuul kar
ai ruuh-e-sher sajda-e-shaa.ir qubuul kar
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
des ko ban me.n jii bhaTaktaa rahaa
dil me.n kaa.nTaa saa ik khaTaktaa rahaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
isii hi.nDole me.n 'viddypati' kaa ka.nTh khulaa
isii zamiin ke the laal 'miir' o 'Gaalib' bhii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
watan
paa.ii Guncho.n me.n tire rang kii duniyaa ham ne
tere kaa.nTo.n se liyaa daras-e-tamannaa ham ne
Josh Malihabadi
Nazm
KHak-e-hind
hai rashk-e-mahr zarra is manzil-e-kuhan kaa
tultaa hai barg-e-gul se kaa.nTaa bhii is chaman kaa