SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaan"
Nazm MATCHES FOR "kaan"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHwab jo bikhar gae
mujhe namak kii kaan me.n miThaas kii talaash hai
barahnagii ke shahr me.n libaas kii talaash hai
Amir Usmani
Nazm
kangan
kaash mai.n tere hasii.n haath kaa ka.ngan hotaa
tuu ba.De pyaar se chaav se ba.De maan ke saath
Wasi Shah
Nazm
muflisi
ta.aziim jis kii karte hai.n to ab aur KHaa.n
muflis hu.e to hazrat-e-luqmaa.n kiyaa hai yaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
ye mast mast ghaTaa, ye bharii bharii barsaat
tamaam hadd-e-nazar tak ghulaavaTo.n kaa samaa.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nanhi pujaran
chaa.nd kaa Tuk.Daa phuul kii Daalii
kam-sin siidhii bholii bhaalii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
watan
kyaa bataa.e.n ki tirii bazm me.n kyaa kyaa dekhaa
ek aa.ii.ne me.n duniyaa kaa tamaasha dekhaa
Josh Malihabadi
Nazm
ek laDki shadan
har dam khel thaa kaam us kaa
shaadaa.n bii-bii naam thaa us kaa