SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaavish"
Nazm MATCHES FOR "kaavish"
Nazm
farar
merii ummiido.n kaa haasil mirii kaavish kaa sila
ek be-naam aziyyat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kawish-e-nakaam
dil kii KHvaahish ki ye maazii ko miTaa Daalegaa
ek naakaam sii kaavish ke sivaa kuchh na rahii
Ajay Sahaab
Nazm
etiraf
jannat-e-shauq thii begaana-e-aafaat-e-sumuum
dard jab dard na ho kaavish-e-darmaa.n maaluum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kahan hai aa ja
terii furqat dil-e-maayuus pe ik turfa sitam
terii furqat sabab-e-kaavish-o-bedaarii-e-Gam
Shakeel Badayuni
Nazm
tawaif
merii nazro.n ko KHudaa-raa daavat-e-kaavish na de
jagmagaate motiyo.n ke haar ko jumbish na de
Mahirul Qadri
Nazm
ek ulul-azm bachche ka ehsas
pa.Dh-likh ke ba.Daa ban.naa
maqsad bhii hai kaavish bhii
Ata Abidi
Nazm
shab-o-roz tamasha
din guzar jaataa hai be-faiz kad-o-kaavish me.n
ek an-dekhe jahannam kii tab-o-taabish me.n
Waheed Akhtar
Nazm
dost ruKHsat ho gae
saa.ns kii zanjiir se laTke hu.e
jaagte rahne kii kaavish aur lagan
Ghalib Ahmad
Nazm
ye hath
kamaal-o-kashf ke kaavish ke aur koshish ke
ye haath kitne hasii.n kitne KHuub-suurat hai.n
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Nazm
visal ki tisri samt
KHud kii bunat me.n bejo.D hone kii kaavish
raa.egaa.n nahii.n jaatii