SEARCH RESULTS
Showing search results for "kapuul"
Nazm MATCHES FOR "kapuul"
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii mastii se hai paikar-e-gil taabnaak
ishq hai sahbaa-e-KHaam ishq hai kaas-ul-karaam
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
jaa ke kaabul me.n aam kaa paudaa
kabhii parvaan cha.Dh nahii.n saktaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
aalam kitne
aaj to kaakul-e-giitii na sa.nvar jaa.egii
silsile shauq ke ho.nge abhii barham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
inqalab
ruKH-e-hayaat pe kaakul kii barhamii hii nahii.n
nigaar-e-dahr me.n andaaz-e-maryamii hii nahii.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
KHatun-e-mashriq
mere aalam me.n nahii.n is bad-mazaaqii kaa shi.aar
kaakul-e-afsaana ho dosh-e-haqiiqat se do-chaar
Josh Malihabadi
Nazm
kya gul-badani hai
kaakul me.n daraKHshaa.n hai ye peshaanii-e-raqsaa.n
yaa saaya-e-zulmaat me.n hai chashma-e-haivaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
katik ka chand
ko.ii kaakul ko.ii daaman, ko.ii aa.nchal hogaa
ek duniyaa thii magar ham se sameTii na ga.ii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
zikr-e-aaraa.ish-e-KHam-e-kaakul
kaif-e-hindostaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
sawan ke mahine
maathe pe idhar kaakul-e-zholiida kii lahre.n
garduu.n pe udhar abr-e-KHiraamaa.n ke safiine
Josh Malihabadi
Nazm
chand ke musafir
chaa.nd ho to kaakul kii lahr aur cha.Dhtii hai
raat aur ghaTtii hai baat aur ba.Dhtii hai
Mahboob Khizan
Nazm
programme
aur raat ko vo KHalvatii-e-kaakul-o-ruKHsaar
bazm-e-tarab-o-kuucha-e-KHuubaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
etiraf
chho.D kar apne ta.aaqub me.n nigaahe.n apnii
kho gayaa kaakul-o-ruKHsaar ke afsaano.n me.n