SEARCH RESULTS
Showing search results for "karaamaat"
Nazm MATCHES FOR "karaamaat"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ye hamaarii sa.ii-e-paiham kii karaamat hai ki aaj
suufii-o-mullaa muluukiyyat ke bande hai.n tamaam
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
munkir bhii aadmii hu.e aur kufr ke bhare
kyaa kyaa karishme kashf-o-karaamaat ke liye
Nazeer Akbarabadi
Nazm
lenin
vo qaum ki faizaan-e-samaavii se ho mahruum
had us ke kamaalaat kii hai barq o buKHaaraat
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
karte the bayaa.n aap karaamaat kaa apnii
manzuur thii taadaad muriido.n kii ba.Dhaanii
Allama Iqbal
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
na kal mil sakegaa
asaatiir farmaa.n-ravaa.on ke ahkaam aur suufiyaa kii karaamat ke qisse
Akhtarul Iman
Nazm
tajdid-e-amal
KHilqat ko bulaa shirk se tauhiid kii jaanib
piiro.n kii faqiiro.n kii karaamaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
shair-e-KHush-nawa
zaraa sii.Dhiyo.n se udhar mai.n ne dekhaa
vahii shahr hai aur vahii shahr kii be-karaamat fazaa hai
Saleem Kausar
Nazm
yaran-e-najd
us chashm-e-mast me.n thii ye turfa ik karaamat
phirtii vo jis taraf ko phirtaa udhar zamaanaa
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
ashab-e-girya
aur use kashf-o-karaamat kaa KHaziina jaan kar
apne dilo.n kaa mudda.aa kahte
Zubair Rizvi
Nazm
zindagi siTiyan bajati hai
agar merii ko.ii karaamat nahii.n hai
to mai.n saal-haa-saal se ek kartab kiye jaa rahaa huu.n
Zain Abbas
Nazm
rakhi
rakshaa bandhan hii kii ye karaamaat thii
ye hai raakhii kaa bandhan mire bhaa.iyo
Masooda Hayat
Nazm
mehman-e-KHosusi
ek kursii pe kisii tarah uchak kar pahu.nche
aur phir dha.D se khule kashf-o-karaamaat ke dar