SEARCH RESULTS
Showing search results for "karb-e-shaam-o-sahar"
Nazm MATCHES FOR "karb-e-shaam-o-sahar"
Nazm
aazadi
fazaa-e-shaam-e-sahar me.n shafaq jhalaktii hai
ki jaam me.n hai mai-e-laala-faam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aahaTen
guzar rahe hai.n mirii zindagii ke shaam o sahar
ginuu.ngaa baiThaa hu.aa daana daana har saa.at
Muneebur Rahman
Nazm
sham-o-sahar
har shaaKH kii mehraab pe hai.n KHuun ke chhii.nTe
pyaase KHas-o-KHaashaak ta.Dapte hai.n shab-o-roz
Sohan Rahi
Nazm
qaht-e-bangal
ba.ngaal kii mai.n shaam-o-sahar dekh rahaa huu.n
har chand ki huu.n duur magar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
sham-e-sahar
hichkii hai paiham rang-e-digar hai
bujhne ko shaayad sham'-e-sahar hai
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Nazm
shama
bazm-e-jahaa.n me.n me.n bhii huu.n a sham-e-dardmand
faryaad dar girah-e-sifat daana sipand
Allama Iqbal
Nazm
guzarte lamhon ka matam
bas ek vaqt kii Thokar ba-shakl-e-shaam-o-sahar
hamaare paa.nv me.n lag lag ke puuchhtii hai roz
Aftab Shamsi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hotaa hai mah-vasho.n kaa vo aalam tire huzuur
jaise charaaG-e-murdaa sar-e-bazm-e-sham-e-tuur
Josh Malihabadi
Nazm
phir sham hui
phailtaa phailtaa shaam-e-Gam kaa dhu.aa.n
ik udaasii kaa tantaa hu.aa saa.ebaa.n
Ibn e Insha
Nazm
zakir-husain
man ke mandir ko munavvar kare nuur-e-islaam
ka.aba-e-dil me.n rahe shaam-o-sahar raam kaa naam