SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaunain"
Nazm MATCHES FOR "kaunain"
Nazm
jugnu
numuud-e-laala-e-KHud-rau me.n dekhnaa jannat
kare nazaara-e-kaunain ik gharau.nde me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
Gam mayassar hai to is ko Gam-e-kaunain banaa
dil hasii.n hai to mohabbat bhii hasii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
nargis-e-mastana
kaunain bhii mil jaa.e to daaman ko na phailaa
kaunain ko bhuulaa hu.aa afsaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
intishaar
sajaa-sa.nvaar ke jis ko hazaar naaz kiye
usii pe KHaaliq-e-kaunain sharmsaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
dard-e-mushtarak
ek jhulse hu.e ehsaas ko ThanDak baKHshuu.n
aur kaunain ko phir zauq-e-nazaara de duu.n
Qateel Shifai
Nazm
sawan ke mahine
bhar dii thii chaTaano.n me.n bhii Guncho.n kii sii narmii
ik fitna-e-kaunain kii naazuk-badanii ne
Josh Malihabadi
Nazm
tanhai ke baad
bazm-e-kaunain tirii aa.nkh me.n viiraan sahii
tire KHvaabo.n ke mahallaat to samjhe ho.nge
Shahzad Ahmad
Nazm
ulfat ka shikwa
ko.ii kaunain kii daulat se bhii ham
mohabbat kaa nahii.n saudaa kare.nge
Rabia Sultana Nashad
Nazm
zindagi
roz-e-azal se ek tamaashe me.n gum the ham
naaraaz ho ga.e hai.n ab ik duusre se ham
Syed Konain Haider Kazmi
Nazm
barsat ka mausam
kaTtaa nahii.n pardes me.n barsaat kaa mausam
ai naazish-e-kaunain sitam-kesh-o-sitam-gaar
Izhaar Malihabadi
Nazm
ek kamra
ye naqsha hai us kamre kaa ki jis kii
zamiin udaasii ugal rahii hai
Syed Konain Haider Kazmi
Nazm
taj
is ke har goshe me.n zarro.n kii tarah
daulat-e-kaunain hai bikhrii hu.ii
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
mearaj-e-nazar
kaunain ko fitrat ne sa.nvaaraa to hai lekin
is aa.ine me.n aks-e-fanaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
nukta-farsai
KHvaaja-e-kaunain kii chashm-e-karam ke faiz se
meraa har har sher 'shorish' paara-e-ilhaam hai
Shorish kashmiri
Nazm
ek aarzu
so ai zamaane ke baadshaaho
lo tum bhii dekho ye shaah-e-kaunain kaa asaasa