SEARCH RESULTS
Showing search results for "khiraaj"
Nazm MATCHES FOR "khiraaj"
Nazm
jugnu
vo maa.n jo haath se apne mujhe khilaa na sakii
vo maa.n gale se mujhe jo kabhii lagaa na sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
goristan-e-shahi
aasmaa.n baadal kaa pahne KHirqa-e-deriina hai
kuchh mukaddar saa jabiin-e-maah kaa aa.iina hai
Allama Iqbal
Nazm
haweli
ek bosiida havelii yaanii farsuuda samaaj
le rahii hai naza.a ke aalam me.n murdo.n se KHiraaj
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ilm ki zarurat
chale jaate hai.n u.Dte shahsavaaraan-e-falak-paimaa
KHiraaj-e-tahniyat lete hu.e karte hu.e jaaduu
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
man
tuu ne dukh uThaa.e ki tere beTe javaan ho.nge
to umr bhar kii masaafato.n kaa KHiraaj luu.ngii
Saleem Kausar
Nazm
mera watan
aur sab par vabaa kaa ik turra
is anokhe KHiraaj ne maaraa
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
KHiraj-aqidat
ik nayaa paGambar-e-amn-o-amaa.n paidaa hu.aa
kaarvaa.n me.n ik amiir-e-kaarvaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shanasa aahaTen
vo aahaTe.n nashiilii sarsaraahaTe.n
KHiraaj ruuThii nii.nd kaa liye hu.e chalii ga.ii.n!
Aashufta Changezi
Nazm
fasana-e-adam
liyaa shahanshah-e-KHaavar se raushnii kaa KHiraaj
kiyaa asiir tabii.at ko barq kii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
aawara
kitne jalte hu.e ho.nTo.n ne liyaa hogaa KHiraaj
KHuub ha.ns lo tumhe.n biite hu.e lamho.n kii qasam
Akhtar Payami
Nazm
ai zamistan ki hawa tez na chal
jin se tahziib liyaa kartii hai jiine kaa KHiraaj
jin kii har saa.ns hai andesha-e-fardaa kaa nisaab
Aslam Ansari
Nazm
jazb-e-ghairat
bahut hii kam hai.n vo shaa.ista-e-nazar jin ko
KHiraaj-e-shauq diyaa zindagii kii azmat ne