SEARCH RESULTS
Showing search results for "khiraaj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khiraaj"
Ghazal
nigaah-e-faqr me.n shaan-e-sikandarii kyaa hai
KHiraaj kii jo gadaa ho vo qaisarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
har shanaavar ko nahii.n miltaa talaatum se KHiraaj
har safiine kaa muhaafiz naaKHudaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Sher
ye kis ne ham se lahuu kaa KHiraaj phir maa.ngaa
abhii to so.e the maqtal ko surKH-ruu kar ke
Mohsin Naqvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khiraaj"
Ghazal
ye kis ne ham se lahuu kaa KHiraaj phir maa.ngaa
abhii to so.e the maqtal ko surKH-ruu kar ke
Mohsin Naqvi
Nazm
jugnu
vo maa.n jo duudh bhii apnaa mujhe pilaa na sakii
vo maa.n jo haath se apne mujhe khilaa na sakii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
miltaa hai KHiraaj us ko tirii naan-e-javii.n se
har baadshah-e-vaqt tire dar kaa gadaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chalo saro.n kaa KHiraaj nok-e-sinaa.n ko baKHshe.n
ki jaa.n bachaane kaa istiKHaara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
phir is ke baa'd hamesha hii chup rahe 'mohsin'
KHiraaj denaa pa.Daa arz-e-haal karne kaa
Mohsin Asrar
Ghazal
girya-haa-e-be-dilaa.n ganj-e-sharar dar-aastii.n
qahrmaan-e-'ishq me.n hasrat se lete hai.n KHiraaj
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn-e-Insha
Mazahiya
mirii ye shaan ki dariyaa bhii thaa miraa muhtaaj
tiraa ye haal ki mulko.n se maa.ngtaa hai KHiraaj
Dilawar Figar
Nazm
haweli
ek bosiida havelii yaanii farsuuda samaaj
le rahii hai naza.a ke aalam me.n murdo.n se KHiraaj
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
KHiraaj mujh ko diyaa aane vaalii sadiyo.n ne
buland neze pe jab hii hu.aa hai sar meraa



