SEARCH RESULTS
Showing search results for "khove"
Nazm MATCHES FOR "khove"
Nazm
ek laDka
vo KHaama-sozii shab-bedaariyo.n kaa jo natiija ho
use ik khoTe sikke kii tarah sab ko dikhaanaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
be-takalluf KHanda-zan hai.n fikr se aazaad hai.n
phir usii kho.e hu.e firdaus me.n aabaad hai.n
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
aur naGmo.n me.n chhupaa kar mire kho.e hu.e KHvaab
merii ruuThii hu.ii niindo.n ko manaa laa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
sham
de ko.ii sa.nkh duhaa.ii ko.ii paayal bole
ko.ii but jaage, ko.ii saa.nvlii ghuu.nghaT khole
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
manzar
jis tarah khole ko.ii band-e-qabaa, aahista
halqa-e-baam tale, saayo.n kaa Thahraa hu.aa niil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat aur rail
ek sarkash fauj kii suurat alam khole hu.e
ek tuufaanii garaj ke saath Daraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
faiz ke khole hai.n jahaa.n tuu ne baab
dekhte hai.n jho.npa.De mahlo.n ke KHvaab
Altaf Hussain Hali
Nazm
fareb
biich me.n un ke phiraa kartii hai bekaarii bhii
apnaa KHu.nKHaar dahan khole hu.e