SEARCH RESULTS
Showing search results for "kisht-e-fikr"
Nazm MATCHES FOR "kisht-e-fikr"
Nazm
mirza ghaalib
tere firdaus-e-taKHayyul se hai qudrat kii bahaar
terii kisht-e-fikr se ugte hai.n aalam sabza-vaar
Allama Iqbal
Nazm
tum kaho to kahun
kisht-e-zar-KHez par aab-e-namkiin jam saa gayaa
raqs tham saa gayaa
Jawayd Anwar
Nazm
gham-e-jamhur
jilau me.n in ke vo sailaab-e-kisht-o-KHuu.n hogaa
laraz uThe.ngii himaala kii choTiyaa.n ik din
Masood Akhtar Jamal
Nazm
fasad ke baad
jale hu.e lahuu ke zaa.iqe saa mu.nh me.n jam gayaa
fishaar-e-kisht-o-KHu.n ke ba.ad
Abdul Ahad Saaz
Nazm
suraj ki pahli kiran
milegii kisht-e-aarzuu
ki raushnii kii justujuu me.n raushnii kaa raaz hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
bebasi git bunti rahti hai
kaun girya kare, kare maatam
kaun taariiKH-e-kisht-o-KHuu.n ko pa.Dhe
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
ganga
miinuu-savaad tujh se hai.n vaadiyaa.n hamaarii
aur kisht-e-aarzuu hai rashk-e-jinaa.n hamaarii
Suroor Jahanabadi
Nazm
surKH sitara
barf jam jaa.egii afkaar ke gulzaaro.n par
yaKH havaa.o.n me.n hii jam jaa.egii kisht-e-ummiid
Amir Usmani
Nazm
jaen kahan hum
yahii bas ki taqdiir-e-aql o junuu.n hai
yahii KHisht-e-ta.amiir-e-kaun-o-makaa.n hai
Jameel Mazhari
Nazm
KHizr-e-rah
le ga.e tasliis ke farzand miiraas-e-KHaliil
KHisht-e-buniyaad-e-kaliisaa ban ga.ii KHaak-e-hijaaz
Allama Iqbal
Nazm
ghar ki raunaq
har ek bahs me.n kuchh kisht-o-KHuu.n zaruurii hai
nahii.n to jo bhii hai tahriik vo adhuurii hai
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ek tanha be-barg shajar
kaun mujhe dukh de saktaa hai
dukh to mere andar kii kisht-e-viiraa.n kaa
Wazir Agha
Nazm
goristan-e-shahi
baadshaaho.n kii bhii kisht-e-umr kaa haasil hai gor
jaada-e-azmat kii goyaa aaKHirii manzil hai gor