SEARCH RESULTS
Showing search results for "luqme"
Nazm MATCHES FOR "luqme"
Nazm
maut meri sakhi
mere hii sang khaane ke luqme bhare
mai.n bharii chaa.nd raato.n me.n miTTii kii korii suraahii se
Shaista Habeeb
Nazm
zindagi
chaar luqme apne bachcho.n ke liye laatii hai vo
hai.n agar insaaniyat se aashnaa qalb-o-jigar
Maroof Raebarelvi
Nazm
maut ki imdad
fajr talak jo saath rahe mere us shab me.n
dafnaane ke baa'd ke us pahle luqme tak
Shariq Kaifi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
socho to tumhe.n milaa bhii kyaa hai
ik luqma-e-tar qalam kii qiimat
Ahmad Faraz
Nazm
irtiqa
magar ko.ii taaza aur taaza na ho mayassar to baasii luqma bhii us ke
andar na jaane paa.e
Meeraji
Nazm
jaen kahan hum
kaf-e-mor se us kaa luqma bhii chhiinaa
haq-e-ahl-e-KHidmat churaa kar bhii dekhaa
Jameel Mazhari
Nazm
tumhein likhna na aata tha
Ganii aisii
ki ik luqma na marzii ke KHilaaf apne uThaatii thii.n
Ishrat Afreen
Nazm
insan ki fariyaad
haa.n ai masaaf-e-hastii! mat puuchh mujh se kyaa huu.n
ik arsa-e-balaa huu.n ik luqma-e-fanaa huu.n
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
kitab ka kiDa
baadaamii ho kaaGaz to mazaa aur hii kuchh hai
luqma hu.aa tahriir kaa har maGz shitaabii
Aziz Hamid Madni
Nazm
insha
magar khaane piine se jii hai churaatii
zaraa der me.n mu.nh me.n luqma giraatii
Ghazanfar
Nazm
ibn-e-qabil ki dua
havas kaa luqma banaa rahe hai.n
apnii maa.n ko bahuu ko apnii