SEARCH RESULTS
Showing search results for "maarte"
Nazm MATCHES FOR "maarte"
Nazm
shikwa
ham jo jiite the to jango.n kii musiibat ke liye
aur marte the tire naam kii azmat ke liye
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
26 january
kyaa mol lag rahaa hai shahiido.n ke KHuun kaa
marte the jin pe ham vo sazaa-yaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazrana
ek hii raat sahii garmii-e-ha.ngaama-e-ishq
ek hii raat me.n jal marte hai.n parvaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
pand-nama
Gam ke maare to jii rahe hai.n hazaar
nahii.n bachte hai.n aish ke biimaar
Josh Malihabadi
Nazm
andhera
is a.ndhere me.n vo marte hu.e jismo.n kii karaah
vo azaaziil ke kutto.n kii kamii.n-gaah
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hamara jhanDa
ham vo hai.n jo mar ke bhii marte nahii.n
aaj jhanDaa hai hamaare haath me.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zehn
hamaare zehn me.n chhup kar ishaare kaun kartaa hai
ye kis ke hukm par ham roz marte aur jiite hai.n