SEARCH RESULTS
Showing search results for "maatho.n"
Nazm MATCHES FOR "maatho.n"
Nazm
aalam kitne
kitne maatho.n ke abhii sard hai.n ra.ngiin gulaab
gard afshaa.n hai.n abhii gesu-e-pur-KHam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ek shaer dost se
udaasii kii lakiiro.n ke tale
aa.o in maatho.n pe qismat kii damak ham likh de.n
Javed Akhtar
Nazm
tariKH ka nauha
ki mehraab masjid ke ho.n yaa maatho.n ke
nekiyo.n aur badiyo.n kaa hisaab sirf KHudaa ke paas hai
Maqsood Wafa
Nazm
dasht hi kafi hai
jagmagaa uThtii hai.n taaro.n ke hasii.n maatho.n par
chaa.nd duudh kaToraa le kar
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
raat ki aankh mein nam
do sitaaro.n ke maatho.n pe bosa diyaa
aur aafaaq me.n kho gayaa
Ehsan Akbar
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
ye mahlo.n ye taKHto.n ye taajo.n kii duniyaa
ye insaa.n ke dushman samaajo.n kii duniyaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
bachche ki dua
ho miraa kaam Gariibo.n kii himaayat karnaa
dard-mando.n se za.iifo.n se mohabbat karnaa
Allama Iqbal
Nazm
safar ke waqt
mai.n KHud bhii in ko cro-magnon samajhtii huu.n
ye shaandaar janaavar hai.n daftaro.n kaa maKHaul
Jaun Eliya
Nazm
KHwab jo bikhar gae
magan thaa mai.n ki pyaar ke bahut se giit gaa.u.ngaa
zabaan gu.ng ho ga.ii, gale me.n giit ghuT ga.e