SEARCH RESULTS
Showing search results for "madaar"
Nazm MATCHES FOR "madaar"
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
huu.n magar merii jahaa.n-biinii bataatii hai mujhe
jo muluukiyat kaa ik parda ho kyaa is se KHatar
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii auj-gaaho.n se utar aate hai.n ham
sohbat-e-maadar me.n tifl-e-saada rah jaate hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
phir aa rakhuu.n qadam-e-maadar-o-pidar pe jabii.n
kiyaa jinho.n ne mohabbat kaa raaz-daa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
phir arz kii ye maadar-e-naashaad ke huzuur
maayuus kyuu.n hai.n aap alam kaa hai kyuu.n vafuur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
jis ke baazuu kii salaabat par nazaakat kaa madaar
jis ke kas-bal par aka.Dtaa hai Guruur-e-shahryaar
Josh Malihabadi
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
apnaa kuchh Gam nahii.n hai par ye KHayaal aataa hai
maadar-e-hind pe kab se ye zavaal aataa hai
Ram Parsad Bismil
Nazm
goristan-e-shahi
hai to goristaa.n magar ye KHaak-e-garduu.n-paaya hai
aah ik bargashta qismat qaum kaa sarmaaya hai
Allama Iqbal
Nazm
ahd-e-tifli
the dayaar-e-nau zamiin-o-aasmaa.n mere liye
vus.at-e-aaGosh maadar ik jahaa.n mere liye
Allama Iqbal
Nazm
agle janam mohe biTiya hi kijo
mire tan ke har ik dukh-sukh me.n tum dono.n kaa hissa
ek jaisaa maadar-e-fitrat ne rakkhaa thaa
Ishrat Afreen
Nazm
dard-e-dil
hai magar aaj nazar me.n vo bahaar-e-dil-giir
kar diyaa dil ko farishto.n ne tarab ke tasKHiir
Chakbast Braj Narayan
Nazm
mirza ghaalib
maadar-e-hind ke fankaar the mirzaa 'Gaalib'
apne fan me.n ba.De hushyaar the mirzaa 'Gaalib'
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
chaDha diya hai bhagat-singh ko raat phansi par
uThaa hai naala-e-pur-dard se nayaa mahshar
jigar pe maadar-e-bhaarat ke chal ga.e KHanjar
Aaftab Rais Panipati
Nazm
election
hai.n jis ke paas vote madaar-ul-mahaam hai
lailaa-e-leaderii kii vo thaame lagaam hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
kya karun
jis chiiz par madaar thaa darmaan-e-ziist kaa
vo shai phir aaj dard kaa unvaa.n hai kyaa karuu.n
Josh Malihabadi
Nazm
urdu zaban
kah rahii hai ye bhaarat se urdu zabaa.n
mujh se naaraaz kyo.n maadar-e-mehrbaa.n