SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahram-e-raaz-e-haram"
Nazm MATCHES FOR "mahram-e-raaz-e-haram"
Nazm
aurat
mahram-e-raaz dil-navaaz hai tuu
naGma-e-zindagii kaa saaz hai tuu
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Nazm
shauq-e-gurezan
ishrat-e-jahl-o-tiirgii mat chhiin
mahram-e-raaz-e-do-jahaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
talash-e-mahbub
zamiin-o-charKH pe ko.ii nahii.n hai mahram-e-raaz
tujhe bataa.e ko.ii aisaa nukta-daa.n na milaa
Salam Sandelvi
Nazm
mir
KHatm tujh par ho gayaa lutf-e-bayaan-e-aashiqii
marhabaa ai vaaqif-e-raaz-e-nihaan-e-aashiqii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
hawa lauTe to puchhen
nikhaare.n
kaun hai dil ke sivaa us karb-e-raaz-e-piikaraa.n
Rafiq Khawar Jaskani
Nazm
kaenat-e-zat ka musafir
ham-safar kaun hu.aa laala-e-sahraa.ii kaa
parda-e-raaz-e-azal chaak kiye jaataa hai
Ahmad Zafar
Nazm
ata-e-tauba liqa-e-tu
sirf usii kii tarjumaanii hai tire ash.aar me.n
jis sukuut-e-raaz-e-rangii.n ko kahe.n jaan-e-hayaat
Nazish Partap Gadhi
Nazm
wed
thii.n khulii jalva-gah-e-KHaas me.n raahe.n un kii
vaaqif-e-raaz-e-haqiiqat thii.n nigaahe.n un kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ahl-e-hind
aashnaa-e-raaz-e-vahdat falsafii-e-be-misaal
gauhar-e-dariyaa-e-daanish nukta-daan-e-baa-kamaal
Barq Dehlvi
Nazm
kis ki bad-gumani par
hasrat-e-unfavaan-e-raaz-o-niyaaz
ruuh par hukmaraan rahne de