SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-kado.n"
Nazm MATCHES FOR "mai-kado.n"
Nazm
chaaragaro
sanam-kado.n me.n charaaGaa.n hai mai-kado.n kii taraf
nigaah-e-piir-e-muGaa.n kii sabiil jaarii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
mukafat
aa.o ki mai-kado.n me.n guzaare.n tamaam raat
tanhaa.iyo.n me.n sohbat-e-jaam-o-subuu rahe
Muneebur Rahman
Nazm
iqbaal
sunsaan raahe.n KHalq se aabaad ho ga.ii.n
viiraan mai-kado.n kaa nasiiba sa.nvar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-reKHta
jap-jaap jogiyo.n kaa na.ara qalandaro.n kaa
tahziib mahfilo.n kii aur shor mai-kado.n kaa
Farhat Ehsas
Nazm
sal-e-nau
in mai-kado.n se kal bhii na thaa mujh ko vaasta
jin me.n lahuu ke jaam uThaate hai.n hukmaraa.n
Anjum Azmi
Nazm
nim-libasi ka nauha
mai.n kap.Do.n me.n bhii fuhash kahlaayaa
to libaas merii qaid kyuu.n hai
Zahid Imroz
Nazm
naya shiwala
sach kah duu.n ai barhaman gar tuu buraa na maane
tere sanam-kado.n ke but ho ga.e puraane
Allama Iqbal
Nazm
mubarak wo saat
kisii duusre ko gavaara na thii is me.n shirkat
mai.n kaano.n se bahraa nahii.n thaa
Shakeb Jalali
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
motii ho ki shiisha jaam ki dur
jo TuuT gayaa so TuuT gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa