SEARCH RESULTS
Showing search results for "marz-e-tilism-o-ra.ng-o-khayaal-o-nagma"
Nazm MATCHES FOR "marz-e-tilism-o-ra.ng-o-khayaal-o-nagma"
Nazm
namrud ki KHudai
ajam, vo marz-e-tilism-o-ra.ng-o-KHayaal-o-naGma
arab, vo iqliim-e-shiir-o-shahd-o-sharaab-o-KHurmaa
Noon Meem Rashid
Nazm
gladiola
ye bostaan-e-jamaal ke KHush-KHiraam rahrav
hujuum-e-ra.ng-e-KHayaal me.n raah se bhaTak kar
Ameen Rahat Chugtai
Nazm
tilism-e-KHayal
magar jo KHurshiid-e-sub.h niklaa
tilism-e-KHvaab-o-KHayaal TuuTe
Jameel Azimabadi
Nazm
nam-o-nang
aisaa baatil tilism-e-ra.ng hu.aa
munhadim qasr-e-naam-o-na.ng hu.aa
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
ahd-e-mohabbat
mai.n ne har-gaam pe Thukraa diye kitne hii tilism
nik.hat-o-rang ke afsuun me.n uljhaa.e hu.e
Siddique Kaleem
Nazm
main nahin to kya
jilau me.n naGma-o-ra.ng-o-bahaar-o-nuur liye
hayaat garm-e-tag-o-dau hai mai.n nahii.n to kyaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
sukun
na tiirgii kaa talaatum, na sail-e-ra.ng-o-nuur
na KHaar-zaar-e-tamannaa me.n gumrahii kaa KHayaal
Akhtarul Iman
Nazm
aaKHiri lamha
har ek phuul me.n tam.iiz-e-ra.ng-o-buu rakhnaa
KHayaal jis kaa guzar-gaah-e-sad-bahaaraa.n hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
bad-gumani
raunaq-e-har-anjuman hai har chaman kaa raaz hai
ai saraapaa sher-o-naGma ai mujassam rang-o-buu
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
atlantic city
zamiin-e-nuur o naGma par
KHudaa-e-ra.ng ke bikhre hu.e jalva.o.n ko pahchaane.n
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
diwar qahqaha
jo pahle tum us mahal me.n aate
to rang o naGmaa ke sail pur nuur se guzarte
Sajjad Baqar Rizvi
Nazm
minar-e-sukut
dekh ai chashm-e-KHayaal
saar ke taaro.n pe iThlaatii hu.ii vo juu-e-naGma buu-e-gul
Yusuf Zafar
Nazm
sabza-e-begana
sarod-o-naGma, adab, sher, amn, barbaadii
janaaza ishq kaa, daf kii sadaa.e.n, murda KHayaal