SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTaane"
Nazm MATCHES FOR "miTaane"
Nazm
ai sharif insano
KHuu.n bahaanaa hii kyaa zaruurii hai
ghar kii taariikiyaa.n miTaane ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
merii umiid agar miT ga.ii to miTne do
umiid kyaa hai bas ik pesh-o-pas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dosti ka hath
zamii.n se naqsh miTaane ko zulm o nafrat kaa
falak se chaa.nd sitaare utaarne ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
miT ga.e tere miTaane ke nishaa.n bhii ab to
ai falak is se zyaada na miTaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
din ke rup mein raat kahani
jis ke ek kinaare ko shu.aa sozaa.n
apnii shiddat se jalaane pe miTaane pe tulii baiThii hai
Meeraji
Nazm
tere hone se
KHauf o nafrat kii har had miTaane nikal
aql-o-daanish kii sham.e.n jalaane nikal
Habib Jalib
Nazm
baghi
rasm-e-kohna ko tah-e-KHaak milaane de mujhe
tafraqe maz.hab o millat ke miTaane de mujhe
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
marsiya-e-dehli 4
miT ga.e tere miTaane ke nishaa.n bhii ab to
ai falak is se ziyaada na miTaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
guru-nanak
vo aayaa thaa miTaane ke liye tafriiq maz.hab kii
dam-e-aaKHir bhii kii jis ne itaa.at ek hii rab kii
Shatir Hakeemi
Nazm
bachchon ka KHat chacha KHarru shechof aur mamun candy
aap ne duniyaa sajaa.ii thii miTaane ke liye
aql kii sham.e.n jalaa.ii thii.n bujhaane ke liye
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
jamuna
tishnagii-e-shauq ga.ngaa me.n bujhaane ke liye
jaa rahii hai apnii hastii ko miTaane ke liye
Suroor Jahanabadi
Nazm
ek umr ki der
safha-e-dil se tiraa naam miTaane me.n mujhe der lagii
puurii ik umr kii der!
Sameena Raja
Nazm
watan aazad karne ke liye
jhuum kar uTTho vatan aazaad karne ke liye
safha-e-hastii se baatil ko miTaane ke liye