SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTne"
Nazm MATCHES FOR "miTne"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
merii umiid agar miT ga.ii to miTne do
umiid kyaa hai bas ik pesh-o-pas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
hai shaamil-e-arbaab-e-azaa shaah-e-jahaa.n bhii
miTne ko hai aslaaf kii 'azmat kaa nishaa.n bhii
Rais Amrohvi
Nazm
zabta
jo miTne vaale hai.n un ke liye davaam likhuu.n
sanaa yaziid kii aur shimr par salaam likhuu.n
Habib Jalib
Nazm
mazduron ka git
ban.ne kii tamannaa rakhte hai.n
miTne kaa kaleja rakhte hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ban-bas
kaun aa kar mire miTne kaa tamaashaa dekhe
kis ko fursat ki uja.Dtii hu.ii duniyaa dekhe
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
hamari zaban
miT jaa.e.nge ham miTne na de.nge is ko
hai jaan-o-dil se pyaarii ham ko zabaa.n hamaarii
Akhtar Shirani
Nazm
be-shumar aankhen
tum bhii mere jaise ho
mai.n bhii miTne vaalaa huu.n tum bhii miTne vaale ho
Shahzad Ahmad
Nazm
mohabbat mein KHuda bhi mubtala hai
mohabbat aarzuu hai justujuu hai ra.ng-o-buu hai
mohabbat jiit kar miTne kii KHuu hai
Naeem Zarrar Ahmad
Nazm
gujraat ki raat
kyuu.n na un dono.n pe miTne kii ho hasrat aKHtar
uf vo us raat kii baat aah vo us baat kii raat
Akhtar Shirani
Nazm
watan ka rag
jo rahnumaa hai mohabbat pe miTne vaalo.n kii
hame.n qasam hai usii ke saped baalo.n kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
beradaran-e-watan se
mulk miTne ko hai paiGaam-e-baqaa de do use
mutma.in baiThe ho dil siine me.n ghabraataa nahii.n
Shahzadi Kulsum
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
aaj phir is mulk ke laakho.n javaa.n bedaar hai.n
hurriyat kii raah me.n miTne ko jo tayyaar hai.n
Jagan Nath Azad
Nazm
hum hain nanhe-munne bachche
is ko na hargiz miTne de.nge
ham hai.n nanhe-munne bachche