SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohammad ahsan khan ahsan"
Nazm MATCHES FOR "mohammad ahsan khan ahsan"
Nazm
husn-e-pur-fan
jumbish-e-mizhgaa.n jaaduu jaaduu
sehr-zada hai.n manzar har-suu
Mohammad Ahsan Wahidi
Nazm
ilm-o-mohabbat
bahut bahaa hai zamaane me.n KHuun insaa.n kaa
karo kuchh aisaa ki dushman na ko.ii qaatil ho
Jameel Ahmad Jaisi
Nazm
dukhti haDDiyon ki wakalat
is dil par KHuun kii gulaabii ne
huliya bigaa.D kar rakh diyaa hai achchhe-bhale insaan kaa
Mohammad Haneef Rame
Nazm
gireban
insaan ke din kab phire.nge
ye qatl-o-Gaarat ye KHuun-KHaraaba kab KHatm hogaa
Mohammad Haneef Rame
Nazm
ghas mein chhupe sanp
vaise saa.np bhii apne bachche khaa jaataa hai
aur ab insaan bhii apne bachche khaa rahaa hai
Mohammad Haneef Rame
Nazm
tawaif
apnii pastii kaa bhii ehsaas phir itnaa ehsaas
ki nahii.n merii mohabbat bhii gavaaraa tujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
chashm-e-sawal!
jhuk jaa.e.n tere aage shaitaan kii nigaahe.n
par khaa rahii hai.n tujh ko insaan kii nigaahe.n
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
rumuz-e-auqaf ki nazm
kahaa.n ehsaas ko likhnaa hai bas us ke alif jitnaa
kahaa.n ehsaas
Daniyal Tareer
Nazm
payam-e-amal
gar qaum kii KHidmat kartaa hai
ehsaan tuu kis par dhartaa hai
Mohammad Farooq Deewana
Nazm
id ka dukh
ye mirii pahlii iid hai jis me.n
tuu nahii.n hai to soch kar tujh ko