SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhaal"
Nazm MATCHES FOR "muhaal"
Nazm
man ka KHwab
laraztaa thaa Dar se miraa baal baal
qadam kaa thaa dahshat se uThnaa muhaal
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
ye choT khaa ke sambhalnaa muhaal hotaa hai
sukuut raat kaa jis vaqt chhe.Dtaa hai sitaar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ramaen ka ek sin
kahte the log dekh ke maa.n baap kaa malaal
in be-kaso.n kii jaan kaa bachnaa hai ab muhaal
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
kaTne chaudah baras hu.e the muhaal
goyaa ek ek jug thaa ek ik saal
Altaf Hussain Hali
Nazm
biwiyan
samjhaa.e kaun aise me.n kis kii hai ye majaal
is shor-o-Gul me.n shaa.erii karnaa bhii hai muhaal
Nashtar Amrohvi
Nazm
diwali
KHurshiid kii nazar bhii hai jamnii yahaa.n muhaal
taarii hai zaahido.n pe bhii aalam suruur kaa
Arsh Malsiyani
Nazm
shab-baraat
adnaa Gariib ke ta.ii.n ye bhii muhaal hai
kaale se gu.D kii lipTii ka.Dhii kii misaal hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aaTa
ho gayaa baazaar se aaTe kaa aisaa intiqaal
ab khule baazaar me.n aaTe kaa milnaa hai muhaal
Shaukat Thanvi
Nazm
qurbani ke bakre
qurbaanii aise haal me.n amr-e-muhaal hai
bakraa ''tamaam halqa-e-daam-e-KHayaal hai''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
sarkar so rahi hai
mah.ngaa.ii ne be-shak jiinaa muhaal kiyaa hai
dil kii dil me.n rakho ki sarkaar so rahii hai
Madhav Awana
Nazm
aaraf
''magar yahaa.n kushaad-e-chashm-o-lab kisii ke bas me.n hai
savaal tak rasaa.ii jab muhaal hai
Syed Mubarak Shah
Nazm
zamir
khaa.e jaataa hai mujhe ab mire maazii kaa KHayaal
kyaa mire jurm kii paadaash hai is darja muhaal
Wamiq Jaunpuri
Nazm
curfew mein mushaera
aise me.n jab ki ghar se nikalnaa muhaal thaa
lekin ye shaa.iro.n kii anaa kaa savaal thaa
Khalid Irfan
Nazm
shair-e-mashriq ki arz-dasht
aa.nkhe.n falak kii samt hai.n bojhal saro.n ke saath
u.Dnaa muhaal lauT ke aanaa bhii hai vabaal
Zaheer Siddiqui
Nazm
aaj-kal
is baar fail gar hu.e jiinaa hu.aa muhaal
abbuu ke maar-piiT se utregii merii khaal
Parwana Rudaulvi
Nazm
bas ana ko bahaal rakhna hai
zinda rahnaa muhaal kahte the
aks vo bhii hamaarii zaat kaa thaa