SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntazir-e-fardaa"
Nazm MATCHES FOR "muntazir-e-fardaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
the to aabaa vo tumhaare hii magar tum kyaa ho
haath par haath dhare muntazir-e-fardaa ho
Allama Iqbal
Nazm
bhuki nasl ka tarana
meraa yaqii.n hai raushnii-e-sub.h-e-fardaa me.n
mai.n bhuukii nasl huu.n
Owais Ahmad Dauran
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
fareb-e-jannat-e-fardaa ke jaal TuuT ga.e
hayaat apnii umiido.n pe sharmsaar sii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHuda wo waqt na lae
fareb-e-vaada-e-fardaa pe e'timaad kare
KHudaa vo vaqt na laa.e ki tujh ko yaad aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
sabr kaa phal log kahte hai.n milegaa ek din
aah kab tak intizaar-e-va.ada-e-fardaa karuu.n
Jagdish Sahay Saxena
Nazm
raat ke jadu sahar ke aaine se
jis ke hone se shu.uur-e-dosh-o-fardaa thaa hame.n
jis ke hone se yaqii.n thaa apne hone kaa hame.n
Ghulam Husain Sajid
Nazm
kyon na ho
muntazir jab ek fardaa ke hai.n sab imroz-o-dosh
zindagii ko ehtimaam-e-fikr-e-fardaa kyo.n na ho
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
payam-e-watan
har-dam baqaa-e-dahr pe chashm-e-bashar rahe
maazii-o-haal-o-fardaa pe gahrii nazar rahe
Jamal Bharti
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
sukun
KHalaa me.n ghuur rahaa huu.n nuquush-e-maazii ko
ye be-yaqiinii-e-fardaa me.n gum na ho jaa.e.n