SEARCH RESULTS
Showing search results for "murda"
Nazm MATCHES FOR "murda"
Nazm
taj-mahal
murda-shaaho.n ke maqaabir se bahalne vaalii
apne taariik makaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
yahaa.n ik khilaunaa hai insaa.n kii hastii
ye bastii hai murda-parasto.n kii bastii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aawara
jii me.n aataa hai ye murda chaa.nd taare noch luu.n
is kinaare noch luu.n aur us kinaare noch luu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zauq o shauq
jalvatiyaan-e-madrasa kor-nigaah o murda-zauq
jalvatyaan-e-maikada kam-talab o tahii-kaduu!
Allama Iqbal
Nazm
hallucination
aur ab apne hii jaal me.n pha.nsii hai
vahii.n par ek murda chhipkilii hai
Ammar Iqbal
Nazm
falastini bachche ke liye lori
tere aa.ngan me.n
murda suuraj nahlaa ke ga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hotaa hai mah-vasho.n kaa vo aalam tire huzuur
jaise charaaG-e-murdaa sar-e-bazm-e-sham-e-tuur
Josh Malihabadi
Nazm
mujhe sochne de
bhuuk aur pyaas se pazh-murda siyah-faam zamii.n
tiira-o-taar makaa.n muflis o biimaar makii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHak-e-hind
murda tabii.ato.n kii afsurdagii miTaa de
uThte hu.e sharaare is raakh se dikhaa de
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
aur la.Dkiyo.n ko mirii aavaaz me.n
murda bail kii khopa.Dii me.n gilahrii ne ghar banaa liyaa hai
Sarvat Husain
Nazm
ban-bas
murda shaaKHo.n par bain karuu.n
har mahjuur sutuun ko itnaa TuuT ke chuumuu.n
Ahmad Faraz
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
murda-dilii kaa jhanDaa phe.nko zamiin par tum
zinda-dilii kaa har-suu parcham u.Daa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Nazm
diwar
har sitaare kii apnii kashish hogii lekin
KHalaa.o.n me.n murda sitaaro.n kii qismat