SEARCH RESULTS
Showing search results for "murg"
Nazm MATCHES FOR "murg"
Nazm
saqi-nama
btaa mujh ko asraar-e-marg-o-hayaat
ki terii nigaaho.n me.n hai kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
fitna-e-fardaa kii haibat kaa ye aalam hai ki aaj
kaa.npte hai.n kohsaar-o-murG-zaar-o-juu.ebaar
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
kisii murG-e-parraa.n kaa saayaa
kisii zindagii kaa nishaa.n tak nahii.n thaa!
Noon Meem Rashid
Nazm
mirza ghaalib
fikr-e-insaa.n par tirii hastii se ye raushan hu.aa
hai par-e-murG-e-taKHayyul kii rasaa.ii taa-kujaa
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
jin o insaan kii hayaat hai tuu
murG o maahii kii kaa.enaat hai tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
hubb-e-watan
jinn-o-insaan kii hayaat hai tuu
murG-o-maahii kii kaa.enaat hai tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
ai ki teraa murG-e-jaa.n taar-e-nafas me.n hai asiir
ai ki terii ruuh kaa taa.ir qafas me.n hai asiir
Allama Iqbal
Nazm
subh ki aamad
azaa.n par azaa.n murG dene lagaa
KHushii se har ik jaanvar boltaa hai
Ismail Merathi
Nazm
parwaz
kahaa daraKHt ne ik roz murG-e-sahraa se
sitam pe Gam-kada-e-rang-o-buu kii hai buniyaad
Allama Iqbal
Nazm
ab KHub hansega diwana
Gul hogaa murG o maahii me.n
is nau-aabaad tabaahii me.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
status marriage
aaise aaise gul khilaa.e us but-e-gulfaam ne
murG ko ulluu banaa detii thii mere saamne
Khalid Irfan
Nazm
umr-e-gurezan ke nam
sub.h uTh jaataa huu.n jab murG azaa.n dete hai.n
aur roTii ke ta.aaqub me.n nikal jaataa huu.n
Akhtarul Iman
Nazm
chaar fitne
murG-o-maahii kii rag rag se ye aashnaa
dosto.n par fidaa aur ghar se judaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
bulbul
kahaa.n kii tuu ne ye tarz-e-fuGaa.n u.Daa.ii hai
tujhe bahaar kaa ik murG-e-KHush-navaa samjhuu.n
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
id ka mela
do bandar Tiin ke andar hai.n Darbe me.n murG akelaa hai
yaaro ye iid kaa mela hai